Dasht-e-Tanhaai (In the desert of solitude)

September 2014


'Iss Qadar Pyaar Se Aye Jaan-e-Jahaa'n Rakkhaa Hai
Dil Ke Rukhsaar Pe Iss Waqt Teri Yaad Ne Haath
Yun Gumaa'n Hotaa Hai, Agarche Hai Abhi Subha-e-Firaaq
Dhal Gayaa Hijr Ka Din, Aa Bhi Gayee Vasl Ki Raat.'

With Such Tenderness, O Love Of My Life
On the Cheek Of My Heart Has Your Memory Placed Its Hand Now
That It Appears As If, Even Though This Is The Day Of Goodbyes 
The Sun Of Separation Has Set And The Night Of Union Has Arrived


Faiz Ahmad Faiz
Urdu Poet From Pakistan
1911-1984